Attitude Shayari | एटीट्यूड शायरी

Advertisement

Tewar Shayari, Zamane Mein Dum Nahi

हमको मिटा सके वो ज़माने में दम नहीं,
हमसे ज़माना खुद है ज़माने से हम नहीं।
Humko Mita Sake Wo Zamane Mein Dum Nahi,
Humse Zamana Khud Hai Zamane Se Hum Nahi.

Zamane Mein Dum Nahi Shayari

ये मत समझ कि तेरे काबिल नहीं हैं हम,
तड़प रहे हैं वो जिसे हासिल नहीं हैं हम।
Ye Mat Samajh Ki Tere Kabil Nahi Hain Hum,
Tadap Rahe Hain Wo Jinhein Haasil Nahi Hain Hum.

Advertisement

Aukat Shayari, Aandhi Aukaat Main Rahe

सूरज, चाँद और सितारे मेरे साथ में रहे,
जब तक तुम्हारा हाथ मेरे हाथ में रहे,
शाखों से जो टूट जाये वो पत्ते नहीं हैं हम,
आँधी से कोई कह दे कि औकात में रहे।

Sooraj, Chaand Aur Sitare Mere Saath Mein Rahe,
Jab Tak Tumhara Haath Mere Haath Mein Rahe,
Shakhon Se Jo Toot Jaye Wo Patte Nahi Hain Hum,
Aandhi Se Koi Keh De Ki Aukaat Main Rahe.

Advertisement

Mujhe MashHoor Kar Diya

एहसान ये रहा तोहमत लगाने वालों का मुझ पर,
उठती उँगलियों ने ही मुझे मशहूर कर दिया।
Ehsaan Ye Raha Tohmat Lagane Walon Ka Mujh Par,
UthhTi Ungliyon Ne Hi Mujhe MashHoor Kar Diya.

Mujhe Mashhoor Kar Diya Shayari

गुमां इतना नहीं अच्छा तू सुन ले पहले जाने के,
पलटने पर मुकर सकता हूँ तुझको जानने से भी।
Gumaan Itna Nahi Achha Tu Sunn Le Pehle Jaane Ke,
Paltne Par Mukar Sakta Hoon Tujhko JanNe Se Bhi.

Advertisement

Zidd Ko Anjaam Par Pahuncha Doon

अपनी ज़िद को अंजाम पर पहुँचा दूँ तो क्या,
तू तो मिल जायेगी पर तेरी मोहब्बत का क्या?
Apni Zidd Ko Anjaam Par Pahuncha Doon To Kya,
Tu To Mil Jayegi Par Teri Mohabbat Ka Kya.

मैं मोहब्बत करता हूँ तो टूट कर करता हूँ,
ये काम मुझे जरूरत के मुताबिक नहीं आता।
Main Mohabbat Karta Hoon To Toot Ke Karta Hoon,
Ye Kaam Mujhe Jaroorat Ke Mutaabik Nahi Aata.

Advertisement

Attitude Shayari Meri Saadgi

मेरी सादगी ही गुमनाम में रखती है मुझे,
जरा सा बिगड़ जाऊं तो मशहूर हो जाऊं।
Meri Saadgi Hi GumNaam Rakhti Hai Mujhe,
Jara Sa Bigad Jaaun To MashHoor Ho Jaaun.

सहारे ढूढ़ने की आदत नहीं हमारी,
हम अकेले पूरी महफ़िल के बराबर हैं।
Sahaare Dhhoondhne Ki Aadat Nahi Humari,
Hum Akele Poori Mehfil Ke Barabar Hain.

थोड़ी खुद्दारी भी लाजिमी थी दोस्तो,
उसने हाथ छुड़ाया तो हमने छोड़ दिया।
Thodi Khuddari Bhi Lajimi Thi Dosto,
Usne Haath Chhudaya To Humne Chhod Diya.