एक इसी उसूल पर गुजारी है ज़िन्दगी मैंने,
जिसको अपना माना उसे कभी परखा नहीं।
Ek Isee Usool Par Gujaari Hai Zindagi Maine,
Jisko Apna Maana Usey Kabhi Parkha Nahin.
आग लगाना मेरी फितरत में नहीं है,
मेरी सादगी से लोग जलें तो मेरा क्या कसूर।
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai,
Meri Saadgi Se Log Jale To Mera Kya Kasoor.
जलजले ऊँची इमारत को गिरा सकते हैं,
मैं तो बुनियाद हूँ मुझे कोई खौफ नहीं।
Zalzale Unchi Imaarat Ko Gira Sakte Nahi,
Main To Buniyaad Hoon Mujhe Koi Khauf Nahi.
Bas Mujhe Utna Samajh
Dushman Bhi Mere Mureed Hain