Doorie Shayari in Hindi

Advertisement

Dooriyan Shayari, Mohabbat Mein Doori Na Ho

Mohabbat Mein Doorie - Dooriyan Shayari

उस शख्स को पाना
इतना मुश्किल भी नहीं मेरे दोस्त,
मगर जब तक दूरी न हो
मोहब्बत का मजा नहीं आता।

Uss Shakhs Ko Paana
Itna Mushkil Bhi Nahin Mere Dost,
Magar Jab Tak Doori Na Ho
Mohabbat Ka Maja Nahin Aata.

कुछ कदमों के फासले थे,
हम दोनों के दरम्यान,
उन्हें जमाने ने रोक लिया,
और हमने अपने आपको।

Kuchh Kadmon Ke Faasle The,
Hum Donon Ke Darmiyaan,
Unhein Zamane Ne Rok Liya,
Aur Humne Apne Aapko.

Advertisement

Wo Humse Dooriyan Barhate Gaye

एक सिलसिले की उम्मीद थी जिनसे,
वही फासले बनाते गये।
हम तो पास आने की कोशिश में थे,
ना जाने क्यूँ वो हमसे दूरियाँ बढ़ाते गये।

Ek SilSile Ki Ummeed Thi Jin Se,
Wahi Faasle Banaate Gaye,
Hum To Paas Aane Ki Koshish Mein The,
Na Jaane Kyun Wo Humse Dooriyan Barhate Gaye.

जाने क्यों अकेले रहने को मजबूर हो गए,
यादों के साये भी हमसे दूर हो गए,
हो गए तन्हा इस महफिल में हम,
कि हमारे अपने भी हमसे दूर हो गए।

Jaane Kyun Akele Rehne Ho Majboor Ho Gaye,
Yaadon Ke Saaye Bhi Hum Se Door Ho Gaye,
Ho Gaye Tanha Iss Mehfil Mein Hum,
Ki Humaare Apne Bhi Humse Door Ho Gaye.

Advertisement

Shayari Ye Doorie Sahi Nahi Jaati

Doorie Sahi Nahi Jati Shayari

ये दूरी हमसे अब और सही नहीं जाती,
बस तेरे पास आने को मेरा जी चाहता है,
तोड़ कर सारी दुनिया कि रस्मो-रिवाजों को,
तुझे अपना बनाने को जी चाहता है।

Ye Doorie Humse Ab Aur Sahi Nahi Jaati,
Bas Tere Paas Aane Ko Mera Jee Chahta Hai,
Tod Kar Saari Duniya Ki Rasmo-Riwajon Ko,
Tujhe Apna Banaane Ko Jee Chahta Hai.

Advertisement

Najar Se Door Rehte Ho

तेरे वजूद की खुशबू बसी है मेरी साँसों में,
ये और बात है कि नजर से दूर रहते हो तुम।
Tere Wajood Ki Khushboo Basi Hai Meri Saanso Mein,
Ye Aur Baat Hai Ki Najar Se Door Rehte Ho Tum.

कितना अजीब है ये फलसफा ज़िन्दगी का,
दूरियाँ बताती हैं नजदीकियों की कीमत।
Kitna Ajeeb Hai Ye Falsafa Zindagi Ka,
Doorian Batati Hain Najdikiyon Ki Keemat.

Advertisement

Doorie Shayari Bichhad Gaye Ho Tum

हमसे दूर होकर हमारे पास हो तुम,
हमारी सूनी ज़िन्दगी की आस हो तुम,
कौन कहता है हमसे बिछड़ गए हो तुम,
हमारी यादों में हमारे साथ हो तुम।

Humse Dur Hokar Humare Paas Ho Tum,
Humari Sooni Zindagi Ki Aas Ho Tum,
Kaun Kehta Hai Humse Bichhad Gaye Ho Tum,
Humari Yaadon Mein Humare Saath Ho Tum.

‹ Prev123