अक्सर वही लोग उठाते हैं हम पर उँगलियाँ,
जिनकी हमें छूने की औकात नहीं होती।
Aksar Wahi Log Uthhate Hain Hum Par Ungliyan,
Jinki Humein Chhoone Ki Aukaat Nahi Hoti.
अगर लोग यूँ ही कमियां निकालते रहे तो,
एक दिन सिर्फ खूबियाँ रह जायेगी मुझमें।
Log Agar Yoon Hi Kamiyan Nikalte Rahe To,
Ek Din Sirf Khoobiyan Reh Jayengi Mujh Mein.
रूठा हुआ है मुझसे इस बात पर ज़माना,
शामिल नहीं है मेरी फ़ितरत में सर झुकाना।
Ruthha Hua Hai Mujhse Iss Baat Par Zamana,
Shamil Nahin Hai Meri Fitrat Mein Sar Jhukana.
Baat Guroor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
Meri Saadgi GumNaam Rakhti Hai