- Home
- Motivational Shayari
- Page-2
Motivational Shayari | प्रेरक शायरी
Deeya Bujhaane Ki Fitrat
दीया बुझाने की फितरत बदल भी सकती है,
कोई चिराग हवा पे दवाब तो डाले।
Deeya Bujhaane Ki Fitrat Badal Bhi Sakti Hai,
Koi Chirag Hawa Pe Dawaab To Daale.

Sukh-Dukh Se Aage Nikal Ke Dekh
सुख दुःख की धूप-छाँव से आगे निकल के देख,
इन ख्वाहिशों के गाँव से आगे निकल के देख,
तूफान क्या डुबायेगा तेरी कश्ती को,
आँधियों की हवाओं से आगे निकल दे देख।
Sukh-Dukh Ki Dhoop-Chhaanv Se Aage Nikal Ke Dekh,
Inn Khwaishon Ke Gaaon Se Aage Nikal Ke Dekh,
Toofan Kya Dubayega Teri Kashti Ko,
Aandhion Ki Hawaaon Se Aage Nikal Ke Dekh.
Bewajah Khush Rehne Ka Majaa
उदासियों की वजहें तो बहुत हैं ज़िंदगी में,
बेवजह खुश रहने का मजा ही कुछ और है।
Udaasiyo Ki Wajah To Bahut Hain Zindagi Main,
Bewajah Khush Rehne Ka Mazaa Hi Kuchh Aur Hai.
चरागों तक को जहाँ मय्यसर नहीं रौशनी,
लौ उम्मीद की हमने वहाँ भी जलाये रक्खी।
Chiragon Tak Ko Jahan Mayassar Nahi Roshni,
Lau Ummeed Ki Humne Wahan Bhi Jalaaye Rakkhi.
Bulandiyon Pe Thhaherna
नज़र-नज़र में उतरना कमाल होता है,
नफ़स-नफ़स में बिखरना कमाल होता है,
बुलंदियों पे पहुँचना कोई कमाल नहीं,
बुलंदियों पे ठहरना कमाल होता है।
Najar-Najar Mein Utarna Kamaal Hota Hai,
Nafas-Nafas Mein Bikharna Kamaal Hota Hai,
Bulandiyon Pe Pahuchna Koi Kamaal Nahi,
Bulandiyon Pe Thhaherna Kamaal Hota Hai.

Zindagi Ko Mayoos Na Kar
खुद को यूँ खोकर ज़िन्दगी को मायूस न कर,
मंज़िलें चारों तरफ हैं रास्तों की तलाश कर।
Khud Ko Yoon Khokar Zindagi Ko Mayoos Na Kar,
Manzilein Charo Taraf Hain Rasto Ki Talash Kar.
चैन से रहने का हमको मशवरा मत दीजिये,
अब मजा देने लगी है ज़िन्दगी की मुश्किलें।
Chain Se Rahene Ka Humko Mashwara Mat Dijiye,
Ab Mazaa Dene Lagi Hain Zindagi Ki Mushkilein.
