Aandhiyon Ke To Iraade Badal Nahi Sakte

Advertisement

Very Motivational Image Chiraago Ki Hifazat Karna

सीखना होगा चिरागों की हिफाजत करना,
आँधियों के तो इरादे हम बदल सकते नहीं।
Seekhna Hoga Chiraago Ki Hifazat Karna,
Aandhiyon Ke To Iraade Hum Badal Sakte Nahi.

टूट गया सरफिरी हवाओं का सारा गुरूर,
इक दीया खुली छत पर रातभर जलता रहा।
Toot Gaya Sarfiri Hawaaon Ka Saara Guroor,
Ik Deeya Khuli Chhat Par Raatbhar Jalta Raha.

Advertisement

वो सरफिरी हवा थी सँभलना पड़ा मुझे,
मैं आखिरी चिराग था जलना पड़ा मुझे।
Wo Sarfiri Hawaa Thi Sambhalna Pada Mujhe,
Main Aakhiri Chiraag Tha Jalna Pada Mujhe.

ये और बात कि आँधी हमारे बस में नहीं,
मगर चिराग जलाना तो इख्तियार में है।
Ye Aur Baat Ki Aandhi Humaare Bas Mein Nahin,
Magar Chiraag Jalaana To Ikhtiyaar Mein Hai.

Advertisement

Waqt Par Aitbar Karo

Advertisement

You may also like