Zikr Meri Khudkushi Ka Hai
पूछा न ज़िन्दगी में किसी ने भी दिल का हाल,
अब शहर भर में ज़िक्र मेरी खुदकुशी का है।
Poochha Na Zindagi Mein Kisi Ne Bhi Dil Ka Haal,
Ab Shahar Bhar Mein Zikr Meri Khudkushi Ka Hai.
आप की खातिर अगर हम लूट भी लें आसमाँ,
क्या मिलेगा चंद चमकीले से शीशे तोड़ के।
Aap Ki Khatir Agar Hum Loot Bhi Lein Aasmaan,
Kya Milega Chand Chamkeele Se Sheeshe Tod Ke.
जो मुँह तक उड़ रही थी अब लिपटी है पाँव से,
बारिश क्या हुई मिट्टी की फितरत बदल गई।
Jo Moonh Tak Ud Rahi Thi Ab Lipti Hai Paanv Se,
Barish Kya Hui Mitti Ki Fitrat Badal Gayi.
लोग बेवजह ढूंढ़ते हैं खुदकुशी के तरीके हजार,
इश्क करके क्यों नहीं देख लेते वो एक बार।
Log Bewajah Dhhoondte Hain Khudkushi Ke Tareeke Hajaar,
Ishq Karke Kyun Nahi Dekh Lete Ek Baar.
समंदर बेबसी अपनी किसी से कह नहीं सकता,
हजारों मील फैला है, फिर भी बह नहीं सकता।
Samandar Bebasi Apni Kisi Se Keh Nahi Sakta,
Hajaron Meel Faila Hai Fir Bhi Beh Nahi Sakta Hai.