मुझे ऊँचाइओं पर देखकर हैरान है बहुत लोग,
पर किसी ने मेरे पैरो के छाले नहीं देखे।
Mujhe Uchayion Par Dekhkar Hairan Hain Bahut Log,
Par Kisi Ne Mere Pairon Ke Chhale Nahi Dhekhe.
इस भीड़ में अपना नजर आये कोई मुझको,
मैं गुमशुदा बच्चे की तरह खौफज़दा हूँ।
Iss Bheed Mein Apna Najar Aaye Koi MujhKo,
Main Gunshuda Bachche Ki Tarah Khaufjada Hoon.
खूबियाँ लाख किसी में हों तो जाहिर न करें,
लोग करते हैं बुरी बात का चर्चा कैसा।
Khoobiyan Lakh Kisi Mein Hon To Jaahir Na Karein,
Log Karte Hain Buri Baat Ka Charcha Kaisa.
Kirdaaron Ke Faisle
Zamana Badal Gaya Kaise