तेरे ज़ुल्म सहें या कि फ़ना हो जाएँ।
Faisla Ye Bhi Mere Yaar Bahut Mushkil Hai,
Tere Zulm Sahein Ya Ke Fanaa Ho Jayein.
दर्द में भी ये लब मुस्कुरा जाते हैं,
बीते लम्हे हमें जब भी याद आते है।
Dard Mein Bhi Ye Lab Muskura Jaate Hain,
Beete Lamhe Humein Jab Bhi Yaad Aate Hain.
Humein Dekh Kar Jab Usne Munh Mod Liya,
Ek Tasalli Ho Gayi Chalo Pehchante To Hain.
हमें देख कर जब उसने मुँह मोड़ लिया,
एक तसल्ली हो गयी चलो पहचानते तो हैं।
Kis Dard Ko Likhte Ho Itna Doob Kar,
Ek Naya Dard De Diya Hai Usne Yeh Puchh Kar.
किस दर्द को लिखते हो इतना डूब कर,
एक नया दर्द दे दिया है उसने ये पूछकर।
वो दर्द ही न रहा वरना ऐ मता-ए-हयात,
मुझे गुमान भी न था मैं तुझे भुला दूंगा।
Wo Dard Hi Na Raha Varna Ai Mata-e-Hayaat,
Mujhe Gumaan Bhi Na Tha Main Tujhe Bhula Dunga.
शीशा टूटे और बिखर जाये वो बेहतर है,
दरारें न जीने देती हैं न मरने देती हैं।
Sheesha Toote Aur Bikhar Jaye To Behtar Hai,
Daraarein Na Jeene Deti Hain Na Marne Deti Hain.
हर दर्द को दफ़न कर गहराई में कहीं,
दो पल के लिए सब कुछ भुलाया जाए,
रोने के लिए घर में कोने बहुत से हैं,
आज महफ़िल में चलो सबको हँसाया जाए।
Har Dard Ko Dafan Kar Gehraayi Mein Kahin,
Do Pal Ke Liye Sab Kuchh Bhulaya Jaaye,
Rone Ke Liye Ghar Mein Kone Bahut Se Hain,
Aaj Mehfil Mein Chalo Sabko Hansaya Jaaye.
न जाने उस पर इतना यकीन क्यूँ है,
उसका ख्याल भी इतना हसीं क्यूँ है,
सुना है प्यार का दर्द मीठा होता है,
तो आँख से निकला आँसू नमकीन क्यूँ है।
Na Jaane Uss Par Itna Yakeen Kyun Hai,
Uska Khayal Bhi Itna Haseen Kyun Hai,
Suna Hai Pyar Ka Dard Meetha Hota Hai,
To Aankh Se Nikla Aansoo Namkeen Kyun Hai.