हर एक हसीन चेहरे में गुमान उसका था,
बसा न कोई दिल में ये मकान उसका था,
तमाम दर्द मिट गए मेरे दिल से लेकिन,
जो न मिट सका वो एक नाम उसका था।
Har Ek Haseen Chehre Mein Gumaan Uska Tha,
Basa Na Koi Dil Mein Ye Makaan Uska Tha,
Tamaam Dard Mit Gaye Mere Dil Se Lekin,
Jo Na Mit Saka Woh Ek Naam Uska Tha.
रोशनी चाहूँ तो दुनिया के अँधेरे घेर लेते हैं,
अगर कोई मेरी तरह जी ले तो जीना भूल जायेगा।
Roshni Chaahoon To Duniya Ke Andhere Gher Lete Hain,
Agar Koi Meri Tarah Jee Le To Jeena Bhool Jayega.
तुझसे पहले भी कई जख्म थे सीने में मगर,
अब के वह दर्द है दिल में कि रगें टूटती हैं।
Tujhse Pahle Bhi Kayi Zakhm The Seene Mein Magar,
Ab Ke Woh Dard Hai Ke Ragein TootTi Hain.
आँखों में उमड़ आता है बादल बन कर,
दर्द एहसास को बंजर नहीं रहने देता।
Aankhon Mein Umad Aata Hai Baadal Ban Kar,
Dard Ehsaas Ko Banjar Nahi Rehne Deta.
अब तुम न कर सकोगे मेरे दर्द का इलाज़,
ज़ख्म को नासूर हुए मुद्दतें गुजर गयीं।
Ab Tum Na Kar Sakoge Mere Dard Ka ilaaj,
Zakhm Ko Nasoor Huye Muddatein Gujar Gayi.
दुरुस्त कर ही लिया मैंने नजरिया अपना,
कि दर्द न हो तो मोहब्बत मजाक लगती है।
Durust Kar Hi Liya Maine Najariya Apna,
Ke Dard Na Ho To Mohabbat Majaak Lagti Hai.
खंजर चले किसी पे तो तड़पते हैं हम,
सारे जहां का दर्द हमारे जिगर में है।
Khanjar Chale Kisi Pe To Tadapte Hain Hum,
Saare Jahaan Ka Dard Humare Jigar Mein Hai.
ज़हर देता है कोई, तो कोई दवा देता है,
जो भी मिलता है मेरा दर्द बढ़ा देता है।
Zeher Deta Hai Koi, Toh Davaa Deta Hai,
Jo bhi Milta Hai Mera Dard Barha Deta Hai.
और भी कर देता है मेरे दर्द में इज़ाफ़ा,
तेरे रहते हुए गैरों का दिलासा देना।
Aur Bhi Kar Deta Hai Mere Dard Mein Izafa,
Tere Rahte Huye Ghairon Ka Dilaasa Dena.