Jeene Ka Hunar Rakhte Hain

Advertisement

मार ही डालें हमें बे-मौत ये दुनिया वाले,
हम जो जिन्दा हैं तो जीने का हुनर रखते है।
Maar Hi Daalein Humein Be-Maut Yeh Duniya Wale,
Hum Jo Zinda Hain To Jeene Ka Hunar Rakhte Hain.

Jeene Ka Hunar Rakhte Hain

फर्क बहुत है तुम्हारी और हमारी तालीम में,
तुमने उस्तादों से सीखा है और हमने हालातों से।
Farq Bahut Hai Tumhari Aur Humari Taleem Mein.
Tumne Ustaadon Se Seekha Hai Aur Humne Halaton Se.

Advertisement

सबके दिलों में धड़कना जरूरी नहीं होता साहब,
लोगों की आँखों में खटकने का भी एक मजा है।
Sabke Dilon Mein Dhadkana Jaruri Nahi Hota Saahab,
Logon Ki Aankhon Me Khatkne Ka Bhi Ek Mazaa Hai.

हराकर कोई जान भी ले ले तो मंज़ूर है मुझको,
धोखा देने वालों को मैं फिर मौका नहीं देता।
HaraKar Koi Jaan Bhi Le Le To Manzoor Hai Mujhko,
Dhokha Dene Walon Ko Main Fir Mauka Nahi Deta.

Advertisement
Advertisement

You may also like