Short Hindi Shayari, Waqt Rehta Nahi Tik Kar

Advertisement

वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर,
आदत इस की भी आदमी सी है।
Waqt Rehta Nahi Kahin Tik Kar,
Aadat Iss Ki Bhi Aadmi Si Hai.

जेब में जरा सा सूराख क्या हुआ,
सिक्कों से ज्यादा रिश्ते गिर पड़े।
Jeb Me Jara Sa Soorakh Kya Hua,
Sikkon Se Jyada Rishtey Gir Pade.

Advertisement

अल्फ़ाज़ के कुछ तो कंकर फेंको,
यहाँ झील सी गहरी खामोशी है।
Alfaaz Ke Kuchh To Kankar Fenko,
Yeha Jheel Si Gehri Khamoshi Hai.

वो कहानी थी, चलती रही,
मै किस्सा था, खत्म हुआ।
Wo Kahani Thi, Chalti Rahi,
Main Kissa Tha, Khatm Hua.

क्या गज़ब है उसकी ख़ामोशी
मुझ से बातें हज़ार करती है।
Kya Gazab Hai Uski Khamoshi,
Mujhse Baatein Hajaar Karti Hai.

Advertisement

Two Line Poetry, Ye Kahan Mumkin Hai

Log Waise Bhi Nahi Hote

Advertisement

Read more Two Line Shayari in Hindi