Shayari 2 Lines, Waqt Ki Taheni Par

Advertisement

उड़ जायेंगे तस्वीरों से रंगों की तरह हम,
वक़्त की टहनी पर हैं परिंदों की तरह हम।
Ud Jayenge Tasviron Se Rangon Ki Tarah Hum,
Waqt Ki Taheni Par Hain Parindo Ki Tarah Hum.

Waqt Ki Taheni Par Shayari Two Lines

सुलझा हुआ सा समझते हैं मुझको लोग,
उलझा हुआ सा मुझमें कोई दूसरा भी है।
Suljha Hua Sa Samjhate Hain Mujhko Log,
Uljha Hua Sa Mujh Mein Koi Doosra Bhi Hai.

Advertisement

हमने रोते हुए चेहरे को हँसाया है सदा,
इससे बेहतर इबादत तो नहीं होगी हमसे।
Hum Ne Rote Huye Chehre Ko Hansaya Hai Sadaa,
Iss Se Behtar Ibaadat To Nahi Hogi Hum Se.

कौन सी चीज़ महंगाई की बुलंदी पे नहीं,
खून-खराबा मगर इस दौर ने सस्ता रखा।
Kaun Si Cheej Mahengayi Ki Bulandi Pe Nahi,
Khoon-Kharab Magar Iss Daur Ne Sasta Rakha.

मेरी आवाज़ ही पर्दा है मेरे चेहरे का,
मैं हूँ ख़ामोश जहाँ, मुझको वहाँ से सुनिए।
Meri Aawaz Hi Parda Hai Mere Chehre Ka,
Main Hoon Khamosh Jahan Mujhko Wahan Suniye.

Advertisement

Bahut Se Log The Mehmaan

Two Line Shayari, Kirdaaron Ke Faisle

Advertisement

Read more Two Line Shayari in Hindi