Jahan Qatil Hi Khud Poochhe

Advertisement

ऐसे माहौल में दवा क्या है दुआ क्या है,
जहाँ कातिल ही खुद पूछे कि हुआ क्या है?
Aise Mahaaul Mein Davaa Kya Hai Duaa Kya Hai,
Jahan Qatil Hi Khud Poochhe Ke Hua Kya Hai?

जिसकी कफस में आँख खुली हो मेरी तरह,
उसके लिये चमन की खिजाँ क्या बहार क्या।
Jiski Kafas Mein Aankh Khuli Ho Meri Tarah,
Uske Liye Chaman Ki Khizaan Kya Bahaar Kya.

Advertisement

Jahannum Ke Fasaane

क्यूँ हम को सुनाते हो जहन्नुम के फ़साने,
इस दौर में जीने की सजा कम तो नहीं है।
Kyon Hum Ko Sunaate Ho Jahannum Ke Fasaane,
Iss Daur Mein Jeene Ki Saza Kam To Nahi Hai.

अब क्यों न ज़िन्दगी पे मुहब्बत को वार दें
इस आशिक़ी में जान से जाना बहुत हुआ।
Ab Kyun Na Zindagi Pe Mohabbat Ko Vaar Dein,
Iss Aashiqi Mein Jaan Se Jana Bahut Hua.

Advertisement

Log Waise Bhi Nahi Hote

दुनिया पर बेहतरीन शायरी

Advertisement

You may also like