Meri Kismat Sanwaar De

Advertisement

Koi Kismat Sanwaar De

शायद कोई तराश कर मेरी किस्मत संवार दे,
यह सोच कर हम उम्र भर पत्थर बने रहे।

Shayad Koi Taraash Kar Meri Kismat Sanwaar De,
Ye Soch Kar Hum Umr Bhar Patthar Bane Rahe.

Advertisement

दो शब्द तसल्ली के नहीं मिलते इस शहर में,
लोग दिल में भी दिमाग लिए फिरते हैं।

Do Shabd Tasalli Ke Nahi Milte Iss Shahar Mein,
Log Dil Mein Dimaag Liye Firte Hain.

हर इक रात में सौ बार जला और बुझा हूँ,
मुफ़्लिस का दिया हूँ मगर आँधी से लड़ा हूँ।

Har Ek Raat Mein Sau Baar Jala Aur Bujha Hoon,
Muflis Ka Diya Hoon Magar Aandhi Se Ladaa Hoon.

Advertisement

कश्ती इत्तिफाकन बच गई अपनी

Hashar Mein Jhagda Ho Jayega

Advertisement

You may also like