कोई ग़म से परेशान है कोई जन्नत का तालिब है,
गरज सजदे कराती है इबादत कौन करता है।
Koi Gham Se Pareshan Hai Koi Jannat Ka Taalib Hai,
Garaz Sajde Karaati Hai Ibaadat Kaun Karta Hai.
यहाँ तहज़ीब बिकती है यहाँ फरमान बिकते हैं,
जरा तुम दाम तो बोलो यहाँ ईमान बिकते हैं।
Yahan Tahzeeb Bikti Hai Yahan Imaan Bikte Hain,
Jara Tum Daam To Bolo Yahan Imaan Bikte Hain.
यहाँ सब खामोश हैं, कोई भी आवाज़ नहीं करता,
सच बोल कर कोई किसी को नाराज़ नहीं करता।
Yahan Sab Khamosh Hain Koi Bhi Aawaz Nahi Karta,
Sach Bol Kar Koyi Kisi Ko Naaraz Nahi Karta.
Waqt Rehta Nahi Tik Kar
Jahan Qatil Hi Khud Poochhe