KhudGarzi Ka Zamana 2 Line Poetry
आइना देख कर कुछ खुद को तसल्ली हुई,
खुदगर्जी के ज़माने में कोई तो जानता है हमें।
Aayina Dekh Kar Kuchh Khud Ko Tasalli Hui,
KhudGarzi Ke Zamane Mein Koi To Janta Hai Humein.
कुछ लोग मेरे शहर में खुशबू की तरह हैं,
महसूस तो होते हैं पर दिखाई नहीं देते।
Kuchh Log Mere Shahar Mein Khushboo Ki Tarah Hain,
Mahsoos To Hote Hain Par Dikhayi Nahi Dete.
वहम से भी अक्सर खत्म हो जाते हैं रिश्ते
कसूर हर बार गल्तियों का ही नहीं होता।
Wahem Se Bhi Aksar Khatm Ho Hate Hain Rishte,
Qasoor Har Baar Galtiyon Ka Hi Nahi Hota.
उम्मीदी-नाउम्मीदी का वहम होना वही जाने,
कि जिसने कश्तियों को डूबते देखा हो साहिल पर।
Umeedi-NaUmeedi Ka Wahem Hona Wahi Jaane,
Ki Jisne Kashtiyon Ko Doobte Dekha Ho Sahil Par.