कौन रहता है होश में तुझे देखने के बाद।
Tere Husn Ko Kisi Parde Ki Jarurat Hi Kya Hai,
Kaun Rehta Hai Hosh Mein Tujhe Dekhne Ke Baad.
ये बेख्याली, ये लिबास, ये गेसू खुले हुए,
सीखी कहाँ से तुमने ये अदाएं नई नई।
Ye BeKhayali, Ye Libaas, Ye Ghesu Khule Huye,
Seekhi Kahan Se Tum Ne Ye Adaayein Nayi-Nayi.
अगर होती नहीं वफ़ा तो जफा ही किया करो,
तुम भी तो कोई रस्म-ए-मोहब्बत अदा करो,
हम तुम पे मर मिटे तो ये किसका कसूर है,
आईना ले के हाथ में खुद फैसला करो।
Agar Hoti Nahi Wafa To Jafa Hi Kiya Karo,
Tum Bhi To Koi Rasm-e-Mohabbat Adaa Karo,
Hum Tum Pe Mar Mite To Ye Kiska Kasoor Hai,
Aayina Le Ke Haath Mein Khud Faisla Karo.