Shayari on Beauty

खूबसूरती पर शायरी : Dear friends, read here the best beauty shayari in Hindi for your girlfriend or wife. Each of our poetry is about praising beautiful face and personality. So, read and share with the person you want to admire and make him/her smile.

Advertisement

Unko Sote Huye Dekha

उनको सोते हुए देखा था दमे-सुबह कभी,
क्या बताऊं जो इन आँखों ने शमां देखा था।
Unko Sote Huye Dekha Dam-e-Subah Kabhi,
Kya Bataun Jo Inn Aankho Ne Shama Dekha.

Beauty Shayari Unko Sote Huye Dekha

उस शख्स में बात ही कुछ ऐसी थी,
हम अगर दिल न देते तो जान चली जाती।
Uss Shakhs Mein Baat Hi Kuchh Aisi Thi,
Hum Agar Dil Na Dete To Jaan Chali Jati.

Advertisement

Qayamat Hi Na Aa Jaaye

इलाही खैर हो उलझन पे उलझन बढ़ती जाती है,
न मेरा दम न उनके गेसुओं का खम निकलता है।
क़यामत ही न हो जाये जो पर्दे से निकल आओ,
तुम्हारे मुँह छुपाने में तो ये आलम गुजरता है।

ilaahi Khair Ho Uljhan Pe Uljhan Badti Jati Hai,
Na Mera Dum Na Unke Gesuon Ka Kham Nikalta Hai,
Qayamat Hi Na Aa Jaaye Jo Parde Se Nikal Aao,
Tumhare Munh Chhupane Mein To Ye Aalam Gujarta Hai.

Advertisement

Bada Hi Dilkash Andaaz

बड़ा ही दिलकश अंदाज है तुम्हारा,
जी तो करता है कि फना हो जाऊं।
Bada Hi Dilkash Andaaz Hain Tumhara,
Jee To Karta Hai Ki Fanaa Ho Jaaun.

Dilkash Andaaz Beauty Shayari in Hindi

साथ शोखी के कुछ हिजाब भी है,
इस अदा का कहीं जवाब भी है?
Saath Shokhi Ke Kuchh Hijaab Bhi Hai,
Iss Adaa Ka Kahin Jawaab Bhi Hai?

Advertisement

Beauty Shayari, Ek To Husn Balaa

एक तो हुस्न बला उस पे बनावट आफत,
घर बिगाड़ेंगे हजारों के संवरने वाले।
Ek To Husn Balaa Uss Pe Banaawat Aafat,
Ghar Bigaadenge Hajaron Ke Sanwarne Wale.

Shayari on Beauty - Balaa Ka Husn

उस हुस्न-ए-बेमिसाल को देखा न आज तक,
जिस के तसुव्वरात ने जीना सिखा दिया।
Uss Husn-e-BeMisaal Ko Dekha Na Aaj Tak,
Jis Ke Tasawwuraat Ne Jeena Sikha Diya.

Advertisement

Main Deewana Hua

आज उसकी एक नजर पर मुझे मर जाने दो,
उसने लोगों बड़ी मुश्किल से इधर देखा है,
क्या गलत है जो मैं दीवाना हुआ सच कहना,
मेरे महबूब को तुम ने भी अगर देखा है।

Aaj Uski Ek Najar Par Mujhe Mar Jaane Do,
Usne Logon Badi Mushkil Se Idhar Dekha Hai,
Kya Galat Hai Jo Main Deewana Hua Sach Kehna,
Mere Mahboob Ko Tumne Bhi Agar Dekha Hai.