मैं समझता हूँ तेरी इशवागिरी को साकी,
काम करती है नजर नाम पैमाने का है।
Main Samajhta Hoon Teri IshwaGiri Ko Saqi,
Kaam Karti Hai Najar Naam Paimaane Ka.
मस्ती निगाहे-नाज की कैफे-शबाब में,
जैसे कोई शराब मिला दे शराब में।
Masti Nigaah-e-Naaj Ki Kaif-e-Shabab Mein,
Jaise Koyi Sharab Mila De Sharab Mein.
रूह किस मस्त की प्यासी गई मयख़ाने से,
मय उड़ी जाती है साक़ी तेरे पैमाने से।
Rooh Kis Mast Ki Pyaasi Gayi Maykhane Se,
May Udi Jaati Hai Saqi Tere Paimaane Se.
Saaki Ki Mast Aankhein
Shayari Ye Botal Sarab Ki