Shayari on Sharab, Pyaas Mila Di Sharab Mein

Advertisement

पीता हूँ जितनी उतनी ही बढ़ती है तिश्नगी,
साक़ी ने जैसे प्यास मिला दी हो शराब में।
Peeta Hoon Jitni Utni Hi Barhti Hai Tishngi,
Saqi Ne Jaise Pyaas Mila Di Ho Sharab Mein.

Saqi Aur Sharab Shayari in Hindi

जाहिद ने मैकशी की इजाज़त तो दी मगर,
रखी है इतनी शर्त खुदा से छुपा के पी।
Zahid Ne Maikashi Ki Ijazat To Dee Magar,
Rakhi Hai Itni Shart Khuda Se Chhupa Ke Pee.

Advertisement

साक़ी मेरे खुलूश की शिद्दत तो देखना,
फिर आ गया हूँ गर्दिशे-दौरां को टालकर।
Saqi Mere Khuloosh Ki Shiddat To Dekhna,
Fir Aa Gaya Hoon Gardish-e-Dauraan Ko TaalKar.

कर दो तब्दील अदालतों को मयखानों में,
सुना है नशे में कोई झूठ नहीं बोलता।
Kar Do Tabdeel Adaalaton Ko Maykhano Mein,
Suna Hai Nashe Mein Koi Jhoothh Nahi Bolta.

Advertisement

Sharab Lekar Aana Shayari

Wo Saaqi Bada Haseen Tha

Advertisement

Read more Sharab Shayari in Hindi