Shayari Ye Botal Sarab Ki
एक पल में ले गई मेरे सारे ग़म खरीद कर,
कितनी अमीर होती है ये बोतल शराब की।
Ek Pal Mein Le Gayi Mere Saare Gham Khareed Kar,
Kitni Ameer Hoti Hai Ye Botal Sarab Ki.
ग़मे-दुनिया में ग़मे-यार भी शामिल कर लो,
नशा बढ़ता है शराबें जो शराबों में मिलें।
Gham-e-Duniya Mein Gham-e-Yaar Bhi Shamil Kar Lo,
Nasha Barhta Hai Sharabein Jo Sharabon Se Mile.
तू होश में थी फिर भी हमें पहचान न पायी,
एक हम हैं कि पी कर भी तेरा नाम लेते रहे।
Tu Hosh Mein Thi Fir Bhi Humein Pehchan Na Payi,
Ek Hum Hain Ke Peekar Bhi Tera Naam Lete Rahe.
हट गई नजरों से नजरें मैकदा सा लुट गया,
मिल गई नजरों से नजरें मैकशी होने लगी।
Hat Gayi Najron Se Najrein Mayqada Sa Lut Gaya,
Mil Gayi Najron Se Najrein Maykashi Hone Lagi.