ऐ मौत तुझे एक दिन आना है भले,
आ जाती शबे फुरकत में तो अहसां होता।
Ai Maut Tujhe Ek Din Aana Hai Bhaley,
Aa Jati Shab-e-Furqat Mein To Ehsaan Hota.
वो कर नहीं रहे थे मेरी बात का यकीन,
फिर यूँ हुआ के मर के दिखाना पड़ा मुझे।
Wo Kar Nahi Rahe The Meri Baat Ka Yakeen,
Fir Yoon Hua Ke Mar Ke Dikhana Pada Mujhe.
तू बदनाम ना हो इसलिए जी रहा हूँ मैं,
वरना मरने का इरादा तो रोज होता है।
Tu Badnaam Na Ho Isliye Jee Raha Hoon Main,
Varna Marne Ka Irada To Roj Hota Hai.
Humari Maut Ka ilzaam Na Lo
Kahin Maut To GumNaam Na Ho