Kahin Maut To Gumnaam Na Ho

Advertisement

चंद साँसे बची हैं आखिरी बार दीदार दे दो,
झूठा ही सही एक बार मगर तुम प्यार दे दो,
ज़िन्दगी तो वीरान थी मौत भी गुमनाम ना हो,
मुझे गले लगा लो फिर चाहे मौत हजार दे दो।

Chand Saansein Bachi Hain Aakhiri Deedar De Do,
Jhoothha Hi Sahi Ek Baar Magar Pyar De Do,
Zindagi To Veeran Thi Par Maut To Gumnaam Na Ho,
Mujhe Gale Laga Lo Fir Chahe Maut Hajaar De Do.

Advertisement

कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
किसी की बर्बादी का किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार बार कफ़न उठाया नहीं जाता।

Kitna Dard Hai Dil Mein Dikhaya Nahi Jata,
Kisi Ki Barbadi Ka Kissa Sunaya Nahi Jata,
Ek Baar Jee Bhar Ke Dekh Lo Iss Chehre Ko,
Kyunki Baar Baar Kafan Uthaya Nahi Jata.

Advertisement

Maut Ne Zamindar Kar Diya

Maut Shayari, Dum Aaram Se Nikle

Advertisement

You may also like