Intezaar Shayari | इंतज़ार शायरी

Advertisement

Aakhiri Saans Tak Tera Intezaar Karenge

अब तेरी मोहब्बत पर मेरा हक तो नहीं सनम,
फिर भी आखिरी साँस तक तेरा इंतजार करेंगे।
Ab Teri Mohabbat Pe Mera Haq To Nahi Sanam,
Fir Bhi Aakhiri Saans Tak Tera Intezaar Karenge.

Aakhiri Saans Tak Intezar Hindi Shayari

दिन भर भटकते रहते हैं अरमान तुझसे मिलने के,
न ये दिल ठहरता है न तेरा इंतज़ार रुकता है।
Din Bhar Bhatakte Rehte Hain Armaan Tujhse Milne Ke,
Na Ye Dil Thhaherta Hai Na Tera Intezaar Rukta Hai.

Advertisement

Hum Unka Intezaar Karte The

उनका भी कभी हम दीदार करते थे,
उनसे भी कभी हम प्यार करते थे,
क्या करे जो उनको हमारी जरुरत न थी
पर फिर भी हम उनका इंतज़ार करते थे।

Unka Bhi Kabhi Hum Deedar Karte The,
Unse Bhi Kabhi Hum Pyar Karte The,
Kya Karein Jo Unko Humari Jaroorat Na Thi,
Par Fir Bhi Hum Unka Intezaar Karte The.

Advertisement

Tamaam Umr Tera Intezaar

तमाम उम्र तेरा इंतज़ार कर लेंगे,
मगर ये रंज रहेगा कि ज़िन्दगी कम है।
Tamaam Umr Tera Intezaar Kar Lenge,
Magar Ye Ranj Rahega Ke Zindagi Kam Hai.

इक रात वो गया था जहाँ बात रोक के,
अब तक रुका हुआ हूँ वहीं रात रोक के।
Ik Raat Wo Gaya Tha Jahan Baat Rok Ke,
Ab Tak Ruka Hua Hoon Wahin Raat Rok Ke.

तमाम उम्र यूँ ही हो गयी बसर अपनी,
शबे-फिराक गयी, रोजे-इंतज़ार आया।
Tamaam Umr Yoon Hi Ho Gayi Basar Apni,
Shabe-Firak Gayi, Roje-Intezaar Aaya.

Advertisement

Intezaar Hadd Se Zyada Hai

चले भी आओ तसव्वर में मेहरबां बनकर,
आज इंतज़ार तेरा दिल को हद से ज्यादा है।
Chale Bhi Aao Tasawwur Mein Meharbaan Bankar,
Aaj Intezaar Tera Dil Ko Hadd Se Zyada Hai.

Intezar Hadd Se Zyada

Advertisement

Intezar Shayari, Dil Ko Mere Intezaar

यकीन है कि ना आएगा इस से मिलने कोई,
तो फिर इस दिल को मेरे इंतज़ार किसका है।
Yakeen Hai Ki Na Aayega Iss Se Milne Koi,
To Fir Iss Dil Ko Mere Intezaar Kiska Hai.

Dil Ko Intezar Kiska