निगाहों में कोई भी दूसरा चेहरा नहीं आया,
भरोसा ही कुछ ऐसा था तुम्हारे लौट आने का।
Nigahon Mein Koi Bhi Doosra Chehra Nahi Aaya,
Bharosa Hi Kuchh Aisa Tha Tumhare Laut Aane Ka.
उनके खत की आरज़ू है उनकी आमद का ख्याल,
किस कदर फैला है ये कारोबार-ए-इंतज़ार।
Unke Khat Ki Aarzoo Hai Unki Aamad Ka Khayal,
Kis Kadar Faila Hai Yeh Karobaar-e-Intezaar.
जो तेरी मुंतज़िर थीं वो आँखें ही बुझ गई,
अब क्यों सजा रहा है चिरागों से शाम को।
Jo Teri Muntzir Thi Wo Aankhein Hi Bujh Gayin,
Ab Kyun Saja Raha Hai Chiraagon Se Shaam Ko.
Main Intezaar Na Karta
Mere Yaar Ka Vaada Intezaar Shayari