Mera PardaNashin Kahan

Advertisement

आँखों ने जर्रे-जर्रे पर सजदे लुटाये हैं,
न जाने जा छुपा मेरा पर्दानशीं कहाँ।
Aankho Ne Jarre-Jarre Par Sazde Lutaye Hain,
Na Jaane Ja Chhupa Hai Mera PardaNashin Kahan.

पलकों पर रूका है समन्दर खुमार का,
कितना अजब नशा है तेरे इंतजार का।
Palkon Par Ruka Hai Samandar Khumaar Ka,
Kitna Ajab Nasha Hai Tere Intezaar Ka.

Shayari Tere Intezaar Ka Nasha

Advertisement

देखा न होगा तू ने मगर इंतज़ार में,
चलते हुए वक़्त को ठहरते हुए भी देख।
Dekha Na Hoga Tu Ne Magar Intezaar Mein,
Chalte Huye Waqt Ko Thhaherte Huye Bhi Dekh.

रात भर जागते रहने का सिला है शायद,
तेरी तस्वीर सी महताब में आ जाती है।
Raat Bhar Jagate Rehne Ka Sila Hai Shayad,
Teri Tasveer Si Mehtaab Mein Aa Jati Hai.

Advertisement

Chehra Wo Chaand Sa Dekhe

Intezaar Ka De Kar Hunar

Advertisement

Read more Intezaar Shayari in Hindi