एक सूरज था कि तारों के घराने से उठा,
आँख हैरान है क्या शख़्स ज़माने से उठा।
Ek Sooraj Tha Ki Taaro Ke Gharane Se Uthha,
Aankh Hairan Hai Kya Shakhs Zamane Se Uthha.
खुदा गवाह है दोनों हैं दुश्मने-परवाज,
ग़म-ए-कफस हो या राहत हो आशियाने की।
Khuda Gawah Hai Dono Hain Dushmane-Parwaj,
Ghame-Kafas Ho Ya Rahat Ho Aashiyane Ki.
बढ़ के तूफ़ान को आगोश में ले ले अपने,
डूबने वाले तेरे हाथ से साहिल तो गया।
Barh Ke Tufaan Ko Aagosh Mein Le Le Apne,
Doobne Wale Tere Haath Se Saahil To Gaya.
Samandar Nahi Sookha Karte
Waqt Par Aitbar Karo