तू सितम कर ले तेरी हसरत जहाँ तक है
वफ़ा की उम्मीद जिन्हें होगी उन्हें होगी,
हमें तो देखना है तू बेवफ़ा कहाँ तक है।
Na Poochh Mere Sabr Ki Inteha Kahan Tak Hai,
Tu Sitam Kar Le Teri Hasrat Jahan Tak Hai,
Wafa Ki Ummeed Jinhein Hogi Unhein Hogi,
Hamein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai.
उस के यूँ तर्क-ए-मोहब्बत का सबब होगा कोई,
जी नहीं मानता कि वो बेवफ़ा पहले से था।
Uske Yoon Tark-e-Mohabbat Ka Sabab Hoga Koi,
Jee Nahi Manta Ki Wo Bewafa Pahle Se Tha.
लग जाए जमाने की हवा जाने कब उसको,
वो शख्स भी इंसान है कुछ कह नहीं सकते।
Lag Jaye Zamane Ki Hawa Jaane Kab Usko,
Wo Shakhs Bhi Insaan Hai Kuchh Keh Nahi Sakte.
बरसों गुजर गए हमने रो कर नहीं देखा,
आँखों में नींद थी मगर सो कर नहीं देखा,
वो क्या जाने दर्द-ए-मोहब्बत क्या है,
जिसने कभी किसी का होकर नहीं देखा।
Barson Gujar Gaye Humne Ro Kar Nahi Dekha,
Aankhon Mein Neend Thi Magar So Kar Nahi Dekha,
Woh Kya Jaane Dard-e-Mohabbat Kya Hai,
Jisne Kabhi Kisi Ka Hokar Nahi Dekha.
हम से बिछड़ के फिर किसी के भी न हो सकोगे,
तुम मिलोगे सब से मगर हमारी ही तलाश में।
Hum Se Bichhad Ke Fir Kisi Ke Bhi Na Ho Sakoge,
Tum Miloge Sab Se Magar Humari Hi Talaash Mein.
कुछ अलग ही करना है तो वफ़ा करो दोस्त,
बेवफाई तो सबने की है मज़बूरी के नाम पर।
Kuchh Alag Hi Karna Hai To Wafa Karo Dost,
Bewafai To Sabne Ki Hai Majboori Ke Naam Par.
मेरी तलाश का है जुर्म
या मेरी वफा का क़सूर,
जो दिल के करीब आया
वही बेवफा निकला।
Meri Talaash Ka Jurm Hai
Ya Meri Wafa Ka Kasoor,
Jo Dil Ke Qareeb Aaya
Wo Hi Bewafa Nikala.