Baat Guroor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
चमक सूरज की नहीं मेरे किरदार की है,
खबर ये आसमाँ के अखबार की है,
मैं चलूँ... तो मेरे संग कारवाँ चले,
बात गुरूर की नहीं ऐतबार की है।
Chamak Sooraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai,
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale,
Baat Guroor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai.
भूलकर हमें अगर तुम रहते हो सलामत,
तो भूलके तुमको संभलना हमें भी आता है,
मेरी फ़ितरत में ये आदत नहीं है वरना,
तुम्हारी तरह बदल जाना हमें भी आता है।
Bhulkar Hamein Agar Tum Rehte Ho Salamat,
To Bhool Ke Tumko Sambhlna Humein Bhi Aata Hai,
Meri Fitrat Mein Ye Aadat Nahi Hai Varna,
Tumhari Tarah Badal Jana Humein Bhi Aata Hai.