याद में कहे गए खूबसूरत शेर

Advertisement

Teri Yaadon Ke Chiraag

Teri Yaad Ke Chiraag

किस जगह रख दूँ तेरी याद के चिराग को,
कि रोशन भी रहूँ और हथेली भी ना जले।
Kis Jagah Rakh Doon Teri Yaad Ke Chirag Ko,
Ki Roshan Bhi Rahoon Aur Hatheli Bhi Na Jale.

बुझा भी दो सिसकते हुए यादों के चिराग,
इनसे कब हिज्र की रातों में उजाला होगा।
Bujha Bhi Do Sisakte Huye Yaadon Ke Chirag,
Inse Kab Hijr Ki Raaton Mein Ujaala Hoga.

Advertisement

Yaad Karenge To Din Se

याद करेंगे तो दिन से रात हो जायेगी,
आईने को देखिये हमसे बात हो जायेगी,
शिकवा न करिए हमसे मिलने का,
आँखें बंद कीजिये मुलाकात हो जायेगी।

Yaad Karenge To Din Se Raat Ho Jayegi,
Aayine Ko Dekhiye Humase Baat Ho Jayegi,
Shiqwa Na Kariye Humase Milne Ka,
Aankhein Band Kariye Mulakat Ho Jaayegi.

Advertisement

Tumhi Ko Yaad Aana Hai

नया कुछ भी नहीं हमदम
वही आलम पुराना है,
तुम्हें भुलाने की कोशिश है
तुम्हीं को याद आना है।
Naya Kuchh Bhi Nahi HumDum
Wahi Aalam Purana Hai,
Tumhein Bhulane Ki Koshish Hai
Tumhi Ko Yaad Aana Hai.
Missing You.

Tumhi Ko Yaad Aana Hai

Advertisement

Usey Yaad Sataye Meri

कभी यूँ भी हो कि बाज़ी पलट जाए सारी,
उसे याद सताए मेरी और मैं सुकून से सो जाऊं।
Kabhi Yoon Bhi Ho Baaji Palat Jaye Saari,
Usey Yaad Sataye Meri Aur Main Sukoon Se So Jaun.

Advertisement

Teri Yaadon Mein Doobkar

भीगते हैं जिस तरह से
तेरी यादों में डूब कर,
इस बारिश में कहाँ वो कशिश
तेरे खयालों जैसी।
Bheegte Hain Jis Tarah Se
Teri Yaadon Mein Doobkar,
Iss Baarish Mein Kahan Wo Kashish
Tere Khayalon Jaisi.