Chheen Kar Haatho Se Jaam

Advertisement

छीनकर हाथों से जाम वो इस अंदाज़ से बोली,
कमी क्या है इन होठों में जो तुम शराब पीते हो।
Chheen Kar Haatho Se Jaam Wo Is Andaaz Se Boli,
Kami Kya Hai Inn Hothho Mein Jo Tum Sharaab Peete Ho.

तौहीन न करना कभी कह कर कड़वा शराब को,
किसी ग़मजदा से पूछो इसमें कितनी मिठास है।
Tauheen Na Karna Kabhi Kah Kar Kadwa Sharab Ko,
Kisi GhamZada Se Poochho Ismein Kitni Mithhaas Hai.

Advertisement

छलकता भी रहे हमदम, रहे लबरेज भी साकी,
तेरी आँखों के सद्के हमने वो भी जाम देखे हैं।
Chhalakta Bhi Rahe Humdum Rahe Labrej Bhi Saaqi,
Teri Aankon Ke Sadke Humne Wo Bhi Jaam Dekhe Hain.

खरीदा जा नहीं सकता है साक़ी ज़र्फ़ रिन्दों का,
बहुत शीशे पिघलते हैं तो एक पैमाना बनता है।
Khareeda Ja Nahin Sakta Hai Saaqi Zarf Rindon Ka,
Bahut Sheeshe Pighalte Hain To Ek Paimana Banta Hai.

Advertisement

Maykhane Ki Izzat Ka Sawal

Sharab Kaise Pilayi Jati Hai

Advertisement

Read more Sharab Shayari in Hindi