Main Shaam Ka Manzar Hota
वो रोज़ देखता है डूबते सूरज को इस तरह,
काश मैं भी किसी शाम का मंज़र होता।
Wo Roz Dekhta Hai Doobte Sooraj Ko Iss Tarah,
Kaash Main Bhi Kisi Shaam Ka Manzar Hota.
ये तेरा खेल न बन जाए हक़ीकत एक दिन,
रेत पे लिख के मेरा नाम मिटाया न करो।
Ye Tera Khel Na Ban Jaye Hakeeqat Ek Din,
Ret Pe Likh Ke Mera Naam Mitaaya Na Karo.
बस ये हुआ कि उसने तकल्लुफ़ से बात की,
और हम ने रोते-रोते दुपट्टे भिगो लिए।
Bas Yeh Hua Ke Usne Takalluf Se Baat Ki,
Aur Hum Ne Rote-Rote Dupatte Bhigo Liye.
मिला क्या हमें सारी उम्र मोहब्बत करके,
बस एक शायरी का हुनर एक रातों का जगना।
Mila Kya Humein Saari Umr Mohabbat Karke,
Bas Ek Shayari Ka Hunar Ek Raato Ka Jagna.