अपने क़ातिल की ज़ेहानत से परेशान हूँ मैं,
रोज इक मौत नए तर्ज़ की ईजाद करे।
Apne Qatil Ki Zehanat Se Pareshan Hun Main,
Roj Ik Maut Naye Tarz Ki Eejaad Kare.
ऐ अज़ल तुझसे यह कैसी नादानी हुई,
फूल वो तोड़ा चमन भर में वीरानी हुई।
Ai Azal Tujhse Ye Kaisi Nadaani Hui,
Phool Woh Toda Chaman Bhar Mein Veerani Hui.
Aakhiri Deedar Kar Lo Khol Kar Kafan
Humse Be-Rukhi Sab Ne