Haath Par Haath Rakha Usne

Advertisement

हाथ पर हाथ रखा उसने तो मालूम हुआ,
अनकही बात को किस तरह सुना जाता है।
Haath Par Haath Rakha Usne To Maloom Hua,
Ankahi Baat Ko Kis Tarah Suna Jata Hai.

अजीब सी बस्ती में ठिकाना है मेरा,
जहाँ लोग मिलते कम झाँकते ज़्यादा है।
Ajeeb Si Basti Mein Thhikana Hai Mera,
Jahan Log Milte Kam Aur Jhaankte Jyada Hain.

Advertisement

उसने देखा ही नहीं अपनी हथेली को कभी,
उसमें एक हलकी सी लकीर मेरी भी थी।
Usne Dekha Hi Nahi Apni Hatheli Ko Kabhi,
Usmein Ek Halki Si Lakeer Meri Bhi Thi.

हर एक लकीर एक तजुर्बा है साहब,
झुर्रियां चेहरों पर यूँ ही आया नहीं करती।
Har Ek Lakeer Ek Tajurba Hai Saahab,
Jhurriyan Chehron Par Yun Hi Aaya Nahi Karti.

Advertisement

Touching Hindi Shayari, Aazad Kar Denge Tujhe

Wo Log Hi Bichhad Gaye

Advertisement

Read more Heart Touching Shayari in Hindi