Kiya Hai Bardasht Tera Har Dard

Advertisement

किया है बर्दाश्त तेरा हर दर्द इसी आस के साथ,
कि खुदा नूर भी बरसाता है आज़माइशों के बाद।

Kiya Hai Bardasht Tera Har Dard Isee Aas Ke Saath,
Ki Khuda Noor Bhi Barsaata Hai Aazmaishon Ke Baad.

Bardaasht Kiya Har Dard Shayari

Advertisement

ज़ुल्म इतना ना कर कि लोग कहें तुझे दुश्मन मेरा,
हमने ज़माने को तुझे अपनी जान बता रखा है।

Zulm Itna Na Kar Ke Log Kahein Tujhe Dushman Mera,
Humne Zamane Ko Tujhe Apni Jaan Bata Rakha Hai.

इस जहान में कब किसी का दर्द अपनाते हैं लोग,
रुख हवा का देखकर अक्सर बदल जाते हैं लोग।

Iss Jahan Mein Kab Kisi Ka Dard Apnate Hain Log,
Rukh Hawa Ka Dekh Kar Aksar Badal Jate Hain Log.

Advertisement

Kahin Par Dard Hota Hai

Mohabbaton Ke Saheefey Hain

Advertisement

Read more Dard Shayari in Hindi