गिला तो तब हो अगर तूने किसी से निभाई हो।
Mujhe Shiqwa Nahi Kuchh Bewafai Ka Teri Hargij,
Gila To Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Nibhai Ho.
तेरी तो फितरत थी सबसे मोहब्बत करने की,
हम बेवजह खुद को खुशनसीब समझने लगे।
Teri To Fitrat Thi Sabse Mohabbat Karne Ki,
Hum Bewajah Khud Ko KhushNaseeb Samjhne Lage.
कैसी अजीब तुझसे यह जुदाई थी,
कि तुझे अलविदा भी ना कह सका,
तेरी सादगी में इतना फरेब था,
कि तुझे बेवफा भी न कह सका।
Kaisi Ajeeb Tujhse Ye Judaai Thi,
Ki Tujhe Alvida Bhi Na Keh Saka,
Teri Saadgi Mein Itna Fareb Tha,
Ki Tujhe Bewafa Bhi Na Keh Saka.
तेरे हुस्न पे तारीफों भरी किताब लिख देता,
काश तेरी वफ़ा तेरे हुस्न के बराबर होती।
Tere Husn Pe Tareefon Bhari Kitaab Likh Deta,
Kaash Teri Wafa Tere Husn Ke Barabar Hoti.
जब तक न लगे एक बेवफाई की ठोकर,
हर किसी को अपने महबूब पे नाज़ होता है।
Jab Tak Na Lage Ek Bewafai Ki Thhokar,
Har Kisi Ko Apne Mahboob Pe Naaz Hota Hai.
फूलों के साथ काँटे नसीब होते हैं,
ख़ुशी के साथ ग़म भी नसीब होता है,
यूँ तो मजबूरी ले डूबती हर आशिक को,
वरना खुशी से बेवफ़ा कौन होता है?
Phool Ke Sath Kaante Bhi Naseeb Hote Hai,
Khushi Ke Sath Gham Bhi Naseeb Hota Hai,
Yoon To Majboori Le Doobti Hai Har Aashiq Ko,
Varna Khushi Se Bewafa Kaun Hota Hai?
इतनी मुश्किल भी ना थी राह मेरी मोहब्बत की,
कुछ ज़माना खिलाफ हुआ कुछ वो बेवफा हो गए।
Itni Mushkil Bhi Na Thi Raah Meri Mohabbat Ki,
Kuchh Zamana Khilaaf Hua Kuchh Wo Bewafa Ho Gaye.
उसने महबूब ही तो बदला है फिर ताज्जुब कैसा,
दुआ कबूल ना हो तो लोग खुदा तक बदल लेते है।
Usne Mahboob Hi To Badla Hai Fir Tajjub Kaisa,
Dua Kabool Na Ho To Log Khuda Tak Badal Dete Hain.