बेवफा शायरी (Bewafa Shayari)

Advertisement

Laga Diya ilzaam-e-Bewafai

तूने ही लगा दिया इलज़ाम-ए-बेवफाई,
अदालत भी तेरी थी गवाह भी तू ही थी।
Tu Ne Hi Laga Diya ilzaam-e-Bewafai,
Adalat Bhi Teri Thi Gawaah Bhi Tu Hi Thi.

सीख कर गया है वो मोहब्बत मुझसे,
जिस से भी करेगा बेमिसाल करेगा।
Seekh Kar Gaya Hai Wo Mohabbat Mujhse,
Jis Se Bhi Karega Be-Misaal Karega.

Advertisement

Tu Ne Bewafai Sila Diya

Pyar Ka Sila

हर भूल तेरी माफ़ की
तेरी हर खता को भुला दिया,
गम है कि मेरे प्यार का
तूने बेवफाई सिला दिया।
Har Bhool Teri Maaf Ki
Teri Har Khata Ko Bhula Diya,
Gham Hai Ki Mere Pyar Ka
Tu Ne Bewafai Sila Diya.

Advertisement

Aap Bewafa Honge Socha Hi Nahi

आप बेवफा होंगे सोचा ही नहीं था,
आप भी कभी खफा होंगे सोचा नहीं था,
जो गीत लिखे थे कभी प्यार में तेरे,
वही गीत रुसवा होंगे सोचा ही नहीं था।

Aap Bewafa Honge Socha Hi Nahi Tha,
Aap Kabhi Khafa Honge Socha Hi Nahi Tha,
Jo Geet Likhe The Kabhi Pyar Mein Tere,
Wahi Geet Ruswa Honge Socha Hi Nahi Tha.

Advertisement

Ishq, Dhokha Aur Bewafai

पहले इश्क फिर धोखा फिर बेवफ़ाई,
बड़ी तरकीब से एक शख्स ने तबाह किया।
Pehle Ishq Fir Dhokha Fir Bewafai,
Badi Tarkeeb Se Ek Shakhs Ne Tabaah Kiya.

Ishq Dhokha Aur Bewafai

आखिर तुम भी आइने की तरह ही निकले,
जो भी सामने आया तुम उसी के हो गए।
Aakhir Tum Bhi Ayine Ki Tarah Hi Nikle,
Jo Bhi Saamne Aaya Tum Usi Ke Ho Gaye.

कैसे यकीन करें हम तेरी मोहब्बत का,
जब बिकती है बेवफाई तेरे ही नाम से।
Kaise Yakeen Karein Hum Teri Mohabbat Ka,
Jab Bikti Hai Bewafai Tere Hi Naam Se.

Advertisement

मेरी वफा के बदले बेवफाई

मेरी वफा के बदले बेवफाई न दिया कर,
मेरी उम्मीद ठुकरा के इन्कार न किया कर,
तेरी मोहब्बत में हम सब कुछ गँवा बैठे,
जान भी चली जायेगी इम्तिहान न लिया कर।
Meri Wafa Ke Badle Bewafai Na Diya Kar,
Meri Ummeed Thhukra Kar Inkaar Na Kiya Kar,
Teri Mohabbat Mein Hum Sab Kuchh Gawa Baithe,
Jaan Bhi Chali Jayegi Imtihaan Na Liya Kar.