किस-किस को भूल गए याद नहीं

Advertisement

Kis-Kis Ko Bhool Gaye Yaad Nahi

वो अपनी ज़िन्दगी में हो गए मसरूफ इतने कि,
किस-किस को भूल गए अब उन्हें भी याद नहीं।
Wo Apni Zindagi Mein Ho Gaye Masroof Itne Ki,
Kis-Kis Ko Bhool Gaye Ab Unhein Bhi Yaad Nahi.

तेरी यादें भी मेरे बचपन के खिलौने जैसी हैं,
तन्हा होता हूँ तो लेकर बैठ जाता हूँ।
Teri Yaadein Bhi Bachpan Ke Khilone Jaisi Hain,
Tanha Hota Hoon To Lekar Baith Jata Hoon.

Advertisement

काश दिल की आवाज़ में इतना असर हो जाए,
हम याद करें उन्हें और उनको ख़बर हो जाए।
Kaash Dil Ki Aawaaj Mein Itna Asar Ho Jaaye,
Hum Yaad Karein Unhein Aur Unko Khabar Ho Jaye.

रख दी कायनात खुदा ने हमारे क़दमों में,
हमने तुम्हारी यादों का सौदा नहीं किया।
Rakh Di Kaayanaat Khuda Ne Humare Kadmon Mein,
Humne Tumhari Yaadon Ka Sauda Nahi Kiya.

Advertisement

तेरी यादों की कोई मंजिल होती

Akelepan Ka ilaaj Hain Yaadein

Advertisement

You may also like