आखिरी साँसें बची हैं कुछ

Advertisement

चले आओ मुसाफिर
आखिरी साँसें बची हैं कुछ,
तुम्हारी दीद हो जाती तो
खुल जातीं मेरे आँखें।
Chale Aao Musafir
Aakhiri Saansein Bachi Hain Kuchh,
Tumhari Deed Ho Jaati To
Khul Jaati Meri Aankhein.

Aakhiri Saansein Bachi Hain Kuchh

Advertisement

ऐ मौत ठहर जा तू जरा
मुझे यार का इंतज़ार है,
आएगा वो जरूर अगर
उसे मुझसे सच्चा प्यार है।
Ai Maut Thhahar Ja Tu Jara
Mujhe Yaar Ka Intezar Hai,
Aayega Wo Jaroor Agar
Usey Mujhse Sachcha Pyar Hai,

अज़ल को दोष दें,
तकदीर को रोयें, मुझे कोसें,
मेरे कातिल का चर्चा क्यों है
मेरे सोगवारों में।
Azal Ko Dosh Dein,
Taqdeer Ko Royein, Mujhe Kosein,
Mere Qatil Ka Charcha Kyun Hai
Mere Sogwaaron Mein.

Advertisement

घुट-घुट के जीने से तो मौत बेहतर

Maut Ka Malaal Na Aaya

Advertisement

You may also like