Himmat Khade Hone Ki De Do

Advertisement

नहीं चल पायेगा वो एक पग भी,
भले बैसाखियाँ सोने की दे दो,
सहारे की जिसे आदत पड़ी हो,
उसे हिम्मत खड़े होने की दे दो।

Nahi Chal Payega Wo Ek Pag Bhi,
Bhale Baisakhiyan Sone Ki De Do,
Sahare Ki Jise Aadat Padi Ho,
Usey Himmat Khade Hone Ki De Do.

Khade Hone Ki Himmat

Advertisement

संघर्ष में आदमी अकेला होता है,
सफलता में दुनिया उसके साथ होती है,
जब-जब जग किसी पर हँसा है,
तब-तब उसी ने इतिहास रचा है।

Sangharsh Mein Aadmi Akela Hota Hai,
Safalta Mein Duniya Uske Saath Hoti Hai,
Jab-Jab Jag Kisi Par Hansa Hai,
Tab-Tab Usi Ne Itihaas Racha Hai.

Advertisement

Hothhon Pe Hansi Paanv Mein Chhaale

Zindagi Ko Mayoos Na Kar

Advertisement

You may also like