Shayari Insaniyat Ki Roshni

Advertisement

इन्सानियत की रौशनी गुम हो गई कहाँ,
साए तो हैं आदमी के मगर आदमी कहाँ?
Insaniyat Ki Roshni Gumm Ho Gayi Kahan?
Saaye To Hain Aadmi Ke Magar Aadmi Kahan?

Insaniyat Ki Roshni Shayari

मेरी जबान के मौसम बदलते रहते हैं,
मैं तो आदमी हूँ मेरा ऐतबार मत करना।
Meri Jubaan Ke Mausam Badalte Rehte Hain,
Main To Aadmi Hoon Mera Aitbaar Mat Karna.

Advertisement

पहले ज़मीं बँटी फिर घर भी बँट गया,
इंसान अपने-आप में कितना सिमट गया।
Pehle Zamin Banti Phir Ghar Bhi Bant Gaya,
Insaan Apne Aap Mein Kitna Simat Gaya.

आइना कोई ऐसा बना दे, ऐ खुदा जो,
जो इंसान का चेहरा नहीं किरदार दिखा दे।
Aayina Koi Aisa Bhi Banaa De Ai Khuda,
Jo Insaan Ka Chehra Nahi Kirdaar Dikha De.

हर आदमी होते हैं दस बीस आदमी,
जिसको भी देखना कई बार देखना।
Har Aadmi Mein Hote Hain Das-Bees Aadmi,
Jisko Bhi Dekhna Kayi Baar Dekhna.

Advertisement

Insaan Ko Mare Hue

Aankhein Talash Karti Hain Insaan

Advertisement

Read more Insaniyat Shayari in Hindi