Aankhein Talash Karti Hain Insaan

Advertisement

मिट्टी की मूरतों का है मेला लगा हुआ,
आँखें तलाश करती हैं इंसान कभी कभी।
Mitti Ki Mooraton Ka Hai Mela Laga Hua,
Aankhein Talash Karti Hain Insaan Kabhi Kabhi.

ऐ आसमान तेरे खुदा का नहीं है खौफ,
डरते हैं ऐ ज़मीन तेरे आदमी से हम।
Ai Aasmaan Tere Khudaa Ka Nahi Hai Khauf,
Darte Hain Ai Zameen Tere Aadmi Se Hum.

Advertisement

इंसान की फितरत को समझते हैं परिन्दे,
कितनी भी मोहब्बत से बुलाओ पास नहीं आते।
Insaan Ki Fitrat Ko Samajhte Hain Parinde,
Kitni Bhi Mohabbat Se Bulaao Paas Nahi Aate.

सूखे पत्ते भीगने लगे हैं अरमानों की तरह,
मौसम फिर बदल गया, इंसानों की तरह।
Sookhe Patte Bheegne Lage Hain Armaanon Ki Tarah,
Mausam Phir Badal Gaya Insaanon Ki Tarah.

Advertisement

Shayari Insaniyat Ki Roshni

Advertisement

Read more Insaniyat Shayari in Hindi