Sab Kuchh Paa Lunga
माना कि सब कुछ पा लूँगा
मैं अपनी ज़िन्दगी में,
मगर वो तेरे मेहँदी लगे हाथ
मेरे ना हो सकेंगे ।
Maana Ki Sab Kuchh Paa Lunga
Main Apni Zindagi Mein,
Magar Wo Tere Mehandi Lage Haath
Mere Na Ho Sakenge.
गुमनामी का अँधेरा
कुछ इस तरह छा गया है,
कि दास्ताँ बन के जीना भी
हमें रास आ गया है।
GumNaami Ka Andhera
Kuchh Iss Tarah Chha Gaya Hai,
Ki Daastan Ban Ke Jeena Bhi
Humein Raas Aa Gaya Hai.
जानता हूँ ये ख्वाब झूठे हैं
ख्वाहिशें अधूरी हैं,
पर जिंदा रहने को
गलतफहमियाँ भी जरूरी हैं।
Janta Hoon Ye Khwaab Jhoothhe Hain
Khwahishein Adhoori Hain,
Par Zinda Rehne Ko
GalatFahmiyan Bhi Jaroori Hain.
किसी और से नहीं पर
खुद से गिला है मुझको,
खुद मेरी वजह से मेरी ज़िन्दगी
छोड़ गई मुझको।
Kisi Aur Se Nahi Par
Khud Se Gila Hai Mujhko,
Khud Meri Wajah Se Meri
Zindagi Chhod Gayi Mujhko.