अपनी तबाहियों का ग़म नहीं

Advertisement

अपनी तबाहियों का मुझे कोई ग़म नहीं,
तुम ने किसी के साथ मोहब्बत निभा तो दी।
Apni Tabaahiyon Ka Mujhe Koi Gham Nahi,
Tum Ne Kisi Ke Saath Mohabbat Nibha To Di.

Tabaahiyon Ka Gham Nahi

माना कि ग़म के बाद मिलती है मुस्कराहटें,
लेकिन जियेगा कौन? तेरी बेरुखी के बाद।
Mana Ke Gham Ke Baad Milti Hain Muskurahtein,
Lekin Jiyega Kaun? Teri Berukhi Ke Baad.

Advertisement

ज़िन्दगी लोग जिसे मरहम-ए-ग़म जानते हैं,
किस तरह हमने गुजारी है हम ही जानते हैं।
Zindagi Log Jise Marham-e-Gham Jante Hain,
Kis Tarah Humne Gujaari Hai Hum Hi Jante Hain.

इतना भी करम उनका कोई कम तो नहीं है,
ग़म दे के पूछते हैं कोई ग़म तो नहीं है?
itna Bhi Karam Unka Koi Kam To Nahi Hai,
Gham De Ke Poochhte Hain Koi Gham To Nahi Hai.

Advertisement

Gham Se Baatein Karna Aadat Hai

Kaun Rota Hai Kisi Ki Khatir

Advertisement

You may also like