Shayari Gham Se Baatein Karna

Advertisement

हाल-ए-दिल अपना क्या सुनाएं आपको,
ग़म से बातें करना आदत है हमारी,
लोग मरते हैं सिर्फ एक बार सनम,
रोज पल-पल मरना किस्मत है हमारी।

Haal-e-Dil Apna Kya Sunaayein Aapko,
Gham Se Baatein Karna Aadat Hai Humari,
Log Marte Hain Sirf Ek Baar Sanam,
Roj Pal-Pal Marna Kismat Hai Humari.

Advertisement

कौन अंदाजा मेरे ग़म का लगा सकता है,
कौन सही राह दिखा सकता है,
किनारे वालो तुम उसका दर्द क्या जानो,
डूबने वाला ही गहराई बता सकता है।

Kaun Andaza Mere Gham Ka Laga Sakta Hai,
Kaun Sahi Raah Dikha Sakta Hai,
Kinaare Walo Tum Uska Dard Kya Jaano,
Doobne Wala Hi Gehraai Bata Sakta Hai.

Advertisement

Gham Ki Zulmat Raaton Mein

Tabahiyon Ka Gham Nahi

Advertisement

Read more Gham Shayari in Hindi