Kaun Rota Hai Kisi Ki Khatir

Advertisement

कौन रोता है किसी और की खातिर ऐ दोस्त,
सबको अपनी ही किसी बात पे रोना आया।
Kaun Rota Hai Kisi Aur Ki Khatir Ai Dost,
SabKo Apni Hi Kisi Baat Pe Rona Aaya.

ग़म-ए-हयात ने आवारा कर दिया वरना,
थी आरज़ू कि तेरे दर पे सुबह-ओ-शाम करें।
Gham-e-Hayat Ne Aawara Kar Diya Varna,
Thi Aarzoo Ke Tere Dar Pe Subah-o-Shaam Karein.

Advertisement

माजी की याद, आज का ग़म, कल की उलझनें,
सबको मिलाइए मेरी तस्वीर बन गई।
Maaji Ki Yaad, Aaj Ka Gham, Kal Ki Uljhanein,
Sabko Milayie Meri Tasvir Ban Gayi.

किसी के जख़्म तो किसी के ग़म का इलाज़,
लोगों ने बाँट रखा है मुझे दवा की तरह।
Kisi Ke Zakhm To Kisi Ke Gham Ka ilaaj,
Logon Ne Baant Rakha Hai Mujhe Davaa Ki Tarah.

Advertisement

Tabahiyon Ka Gham Nahi

Barbadi Ke Afsane Kahan Jaate

Advertisement

Read more Gham Shayari in Hindi