Manta Hi Nahi Kambakht Dil
मानता ही नहीं कमबख्त दिल उसे चाहने से,
मैं हाथ जोड़ता हूँ तो ये गले पड़ जाता है।
Manta Hi Nahi Kambakht Dil Usey Chahne Se,
Main Haath Jodta Hoon To Ye Gale Pad Jata Hai.
न पूछ दिल की हकीक़त मगर ये कहता है,
वो भी बेक़रार रहे जिसने बेक़रार किया।
Na Poochh Dil Ki Hakiqat Magar Ye Kehta Hai,
Wo Bhi Bekaraar Rahe Jisne Bekarar Kiya.
चंद अल्फाज़ में बयां कर देती है हाले-दिल,
ये शायरी भी चीज बड़े काम की है।
Chand Alfaz Mein Bayaan Kar Deti Hai Haal-e-Dil,
Ye Shayari Bhi Bade Kaam Ki Cheej Hai.