अब जिस तरफ से चाहे गुजर जाए कारवाँ,
वीरानियाँ तो सब मेरे दिल में उतर गईं।
Ab Jis Taraf Se Chahe Gujar Jaye Kaarwan,
Veeraniyan To Sab Mere Dil Mein Utar Gayin.
दिल की भी हैं अपनी ही ग़ुस्ताख़ियाँ बड़ी,
किसे कब क्यूँ चाहे कोई खबर नहीं।
Dil Ki Bhi Hain Apni Hi Gustakhiyan Badi,
Kise Kab Kyun Chahe Koyi Khabar Nahi.
दिल को इसी फ़रेब में रखा है उम्रभर,
इस इम्तिहां के बाद कोई इम्तिहां नहीं।
Dil Ko Isi Fareb Mein Rakha Hai Umr Bhar,
Iss Imtehaan Ke Baad Koyi Imtehan Nahi.
Hay Zamana Dil Ka
Dil Ko Sheeshe Ke Jharokhon Mein