Mere Dard Ka Hissa Lekar Dekho

Advertisement

मेरे दर्द का जरा सा हिस्सा लेकर तो देखो,
सदियों तक याद करते रहोगे तुम भी।
Mere Dard Ka Jara Sa Hissa Lekar To Dekho,
Sadiyon Tak Yaad Karte Rahoge Tum Bhi.

शुक्र करो कि हम दर्द सहते हैं, लिखते नहीं,
वरना कागजों पर लफ्जों के जनाज़े उठते।
Shukr Karo Ke Hum Dard Sehte Hain, Likhte Nahin,
Verna Kaagzon Par Lafzon Ke Janaaze UthhTe.

दिल से महसूस कर सकते हैं उस दर्द को,
जो तेरी कलम ने एक-एक करके तराशा है।
Dil Se Mahsoos Kar Sakte Hain Uss Dard Ko,
Jo Teri Kalam Ne Ek Ek Karke Tarasha Hai.

Advertisement

सब सो गए अपना दर्द अपनों को सुना के,
कोई होता मेरा तो मुझे भी नींद आ जाती।
Sab So Gaye Apna Dard Apno Ko Suna Ke,
Koi Hota Mera To Mujhe Bhi Neend Aa Jaati.

मेरे आँसुओं के दाम तुम चुका नहीं पाओगे,
मोहब्बत न ले सके तो दर्द क्या खरीदोगे।
Mere Aansuon Ke Daam Tum Chuka Na Payoge,
Mohabbat Na Le Sake To Dard Kya Khareedoge.

Advertisement

Hota Hai Dard-e-Dil Bayaan

Pyar Bahut Tadpata Hai

Advertisement

You may also like